Dua ki soorat main us ki khatir
Dua ki soorat main us ki khatir,
Jo mere honton se lafz nikley,
Jo meri ankhon se ask nikley,
Unhi k badlay main ay KHUDAYA,
jab bhi us ka naseeb Likhna,
UROOJ likhna, KAMAL likhna,
kabhi na harf-e-zawal likhna,
Aur uski umar-draaz likhna..!
