Hum ne jise dil-o-jaan se chaha
us bewafa ne kisi aur ko chaha pata nahi hum kyun unke liye fariyad karte hai,
Jo pyar ke bahane hume barbad karte hai
Tuj mei ha rab
Tuj mei ha rab aisa samjkar hamne Dil ko mnalea tha…..
Maine kya tumse pyar eslye tuje apna lea tha….
Socha tha Aap hmare rahoge, but hme kya pta tha tune kisi hor ko hi apna bna lea tha…!
Urdu shayeeri
Chaman ma phool khel ta ha khel kar fana hota hai bad naseeb woh log hota hai jo mel kar jooda hota hai……..
Ajnabii
Us Mor se “shru” kare aa phir se Zindagi Har Cheez jaha Haseen the aur Hum-Tum Ajnabii
chand chandni ko line
Chand chandni ko line mare to aasman kya karega,
-.
.-
Chand chandni ko line mare to aasman kya karega,
._
-.
_.:-)
Main tere ko line maaru to tera baap kya karega…
“YAAD”
Teri yaad k sahary Jee raha hun,
Tumhein apna samjh k Jee raha hun,
Lout aao meri Jan tujhe yaad kr k ro raha hun,
Teri yaadein ab bhoat satati hain har pal rolati hain,
Ab tou aa jaao mery dilruba tery aany ki khushi main khud ko sajata hun!
Shayari – Tum humko bhula do hume koi gam nahi
Tum humko bhula do hume koi gam nahi
tum humko bhula do hume koi gam nahi
jis din humne aapko bhula diya
samjh lijeeyega is duniya me hum nahi
Dil ki kismat badal na paonge
dil ki kismat badal na paonge,
band gharo se nikal na paonge,
….
dil ki kismat badal na paonge,
band gharo se nikal na paonge
…
tumko duniya k saath chalna hai…
“tum mere saath chal na paonge””
Koi ankhon se baat kar leta hai
Koi ankhon se baat kar leta hai,
Koi ankhon mein mulakat kar leta
hai,
Bada mushkil hota hai jawab
dena,
Jab koi khamosh rehkar sawaal
kar leta hai.
Kya himmat hai yaar
Ustad ji ne aapne friend(ladke) ke tarriff me farmay hua ek sher…..
Na to himmat aap mein hain, nahi aapki haddi main,
na to aap me himmat hain, au na hi aapke haddi mein…
himmat to usme hain, jo bina haddi ke aapke chaddi mein…
Na kabhi muskurahat
Na kabhi muskurahat tere hothon se duur ho..
Teri har khwahish haqiqat ko manzoor ho..
Ho jaye jo tu mujhse khafa..
Khuda na kare mujhse kabhi aisa kasoor ho..
Dard tha dil may par kobi dekaya nahi
Dard tha dil may par kobi dekaya nahi.
Asu tha ako may par kobi bahaya nahi.
Yehi fark hai dusti aur pyer may.
Isqu ne kobi hasaya nahi or dust ne kobi rulaya nahi.
Thank God.
- 1
- 2
- 3
- …
- 6
- Next Page »