Naajane ap par itana yakeen kyo hai
Naajane ap par itana yakeen kyo hai, Apka khayal b itna haseen kyo hai, kahte hai pyar ka dard metha hota hai. Fir aankh se nikla har aansu namkeen kyo hai
Naajane ap par itana yakeen kyo hai, Apka khayal b itna haseen kyo hai, kahte hai pyar ka dard metha hota hai. Fir aankh se nikla har aansu namkeen kyo hai
Aaj har”Ristha bazaar me bikta hai
Dil”se kisi ke dil me kaun tikta hai,
lekin
hamare”Dil me sirf Aap rehte ho
Qki
Aap”Me hame RAB Dikhta hai
Waqt toh chal raha hai usi raftaar se,
meri zindagi mein sab kuch thehera kyon hai ?
Gile-shikve ruk jaate hain hoton tak aakar
har lafz par khamoshi ka pehera kyon hai ?
Dil keheta hai mohabbat nahin kayamat hai yeh
phir dil ki deewar par tera chehera kyon hai ?
Aur bhi zakhm hain tere zakhmon ke siva
tere hi zakhm ka daag itna gehera kyon hai ?
Kitni raaten beet gai, kitne din beet gaye.
Bus beeta nahin to yaadon ka vo pal, wo guzra hua kal,
Beeti nahin to aankhon ki nami, aur aapki kami.
Har ek muskurahat muskan nahin hoti,
Nafrat ho ya mohabbat aasan nahin hoti.
Aansu gam ke aur Khushi ke ek se hote hain,
Magar inki pehchaan aasan nahin hoti.
Har haan ka matlab iqraar nahi hota,
Har jagah pe baithna intezaar nahi hota,
Yun to milti hai nazar hazaron se,
Har nazar ka milna pyaar nahi hota.
Tell Your Buddies
Random Sms
A funny sms about facebook addiction
Zindagi kesi ke amanat ni hoti
A Man Was Injected With A Deadly Poison
FRiEND in different lanaguages
Recent Activity
SMS4buddy FBPage
SMS Collections