1 baadshah ko 1 Ladki Pasand aa gayi,Us ladki ka baap Sunar tha,Baadshah ne Sunar ko Darbar main bulaya….4 din guzar ne k bawjoot Sunar Baadshah k darbar main nahi pahucha,toh gussa hokar baadshah ne apne sipahiyon ko use giraftaar karne ki Agya di…….lkn jab sipahi sunar ko pakarne k liye ghar pahuche toh uske ghar pe tala laga hua tha …
Baadshah ne Sipahiyon ko Hukm diya jaise v ho use dhundo aur Darbar main pesh karo…
Sipahiyon ne har jagah Dhunda lkn kahin unka pata na chala…
Sipahiyon ko jaise sunar ko Dhund ne mein Sara Waqt barbad hua bilkul thik usi tarah aap ko v is Post ko Padne main hua hai jiska koi matlab nahi….
Ab hasna mat mere 7 v aisa hua tha yahan Post karke Badla le liya…… Hahahaha….. enjoy:p
Leave a Reply