Wo puchti hai mujhse mein usse itna pyaarkyu karta hun?
Maine kaha Ek tamana hai Tumhe Paane Ki..
Woh Puchti hai har Waqt Udas Kyu Rehte ho?
Maine Kaha Koshish hai Tumhe har KhushiDilane ki..
Woh Kehti hai Har Waqt Sochte Kyu RehteHo?
Maine Kaha Aadat Ho Gayi hai Tumhe Khayalo Me Apna banane Ki..
Woh Kehti hai mein na mili To?
Maine kaha To tammanna hai Jindagi Mitani Ki..
Woh Kehti hai Tumhe Kya Milega Mar Kar?
Maine Kaha Ek Ummed, Agle Janam Mein Tumhe Apna banane ki..
Leave a Reply