Sab ke hontho’n ko hansi apni aankho’n ko nami
Khud to rote rahe’n auron ko hansaaye’n kab tak?
Zikr sunkar mera jo anjaan banta jata hai,
Sar-e-aam ro ro ke usey apna bataye’n kab tak?
Mujhe bhoolkar apni duniya me jo shaad hai, (shaad==busy)
Bojh uski yaado’n ke janaaze ka uthaye’n kab tak?
Leave a Reply