CHADENGE JAB PYARE RANG, EK MERI DOSTI KA RANG BHI CHADHANA. LAGNE LAGENGE TUMHE SUHANE SARE RANG, AUR MERI DOSTI KA RANG CHAMKE GA HURDUM TUMHARE SANG. BOLO SARARARARA…. WISH U A VERY MASTIFUL AND COLOURFUL HAPPY HOLI !!!
Mausam ki bahar acchi ho
Mausam ki bahar acchi ho! phulon ki kaliyan kacchi ho!
Hamari yeh dosti sacchi ho! Bhagwan bus ek duwa hai ki,
mere dost ka har tyohar accha ho! aour har tyoharoki rango ki bahar ho…”HAPPY HOLI”
Khushian ho overflow
Khushian ho overflow,masti kabhi na ho low,dosti ka surur chaya rahe,dhan aur shorat ki ho bauchar, aisa aaye aapke liye DIWALI KA TYOHAR
Dosti karo college wali se
Dosti karo college wali se,
pyar karo office wali se,
batein karo pados wali se,
ankh ladao sali se,
love karo dilvali se,
AUR MAR KHAO GHARVALI SE.
Jise koyal samjhe, woh kauwa nikla
Jise koyal samjhe, woh kauwa nikla.
Dosti ke naam par hauwa nikla.
Jo roka karte they humein sharab peene se,
aaj unki jeb se pauwa nikla.
Dosti insaan ki zaroorat hai
Dosti insaan ki zaroorat hai,
dilon pe dosti ki hukamat hai
aap k pyar ki wajah se zinda hain
warna khuda ko bhi hamari zarorat hai..
Teri dosti da main satkar kitta
Teri dosti da main satkar kitta,
teri har nazar nu main pyar kitta,
kasam rabb di na bhula devin es dosti nu,
main apne to vi jyada is rishte te aitbaar kitta..
Apki dosti Ki ek nazar chahiye
Apki dosti Ki ek nazar chahiye,
dil hai beghar use ek ghar chahiye,
bas yuhi sath chalte raho e dost,
yeh dosti hamein umar bhar chahiye..
Rabb se aapki khushi mangte hain
Rabb se aapki khushi mangte hain,
duaon mein aapki hansi mangte hain.
Sochte hain kya mange aapse?
Chalo, aapse aapki umar bhar ki dosti mangte hain.
Ye dosti chirag hai ise jalaye rakhna
Ye dosti chirag hai ise jalaye rakhna,
ye dosti gul hai ise khilaye rakhna,
hum rahe na rahen is jahan me bas
hamari yaad dil me basaye rakhna.
Andhere me rasta banana mushkil hota hai
Andhere me rasta banana mushkil hota hai.
Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai.
DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi,
Ise bas nibhana mushkil hota hai..
Ye dil na jaane kya kar baitha
Ye dil na jaane kya kar baitha.
Mujhse puche bina hi faisla kar baitha.
Iss zameen par toota sitara to nahi girta.
Aur ye pagal chand se dosti kar baitha.
- 1
- 2
- 3
- 4
- Next Page »