kabhi wo subha na aaye jana jo tujh ko raas na ho….
khuda kare ke tera dil kabhi UDHAAS na ho…..
guzarta waqat tujhe aur b urooj par pahunchaaye…..
khazaan ka khaof dard wa ghum ki kabhi yaas na ho……
ho hamesha teri duvaoon par kabooliyat ki pahwaar……
ye duva hia meri jaan ke tujhe aesa koi ghum na mile……
jis ke chaare ki taabeer tere paas na ho
Leave a Reply