Zakham itani gehri hai izhar kya kare,
hum khud nisana ban gaye waar kya kare,
mar gaye hum magar khuli rahi aankhe meri,
isse jyada aur unka intezar kya kare.
dard e Ras bihari
mosam ko mosam ki baharo ne loota.kasti ko sahil ke kinaro ne loota.tum to dar gai ek hi kasam se.hume to tumhari kasam dekar hazaro ne loota.from RAS BIHARI MEENA GUNA M.P.
Khoobsurati ki pehchan
Khoobsurati ki pehchan
banawat se nehi hoti
mohabbat ki pehchan
dhadkano ki aahat se nehi
hoti
kaise samajh liye khush he
hum aapke bagair
janeman khusiyo ki
pehchan muskrahat se
nehi hoti
jane. kyu log aajmate he…
jane kyu log hume aajmate he..
kuch pal sath rahne ke bad dur chale jate he….
sachi kahate log ki sagar milane ke badh log barish ko bhul jate he……
Mehfil main Sharminda
Hum Nafrat ke Qabil the to Nafrat Se hi maar dete hum ko,
Q apni Mehfil main bulakar Pyar se Keh Diya ki Kaun Ho Tum
Manzilein bhi uski thi
Manzilein bhi uski thi, raasta bhi uska tha;
Ek hum hi akele thei, kafilaa bhi uska tha;
saath chalne ki soch bhi uski thee, Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha;
aaj akele hain…dil sawaal karta hai…
Log to uske the, …kya khuda bhi uska tha????
BaDnaSeeB
Arey Hum To Aise Badnaseeb Hain Duniya Mein
Agar Kholen Dukaan Kafan Ki To Log Marna Hi Chor Denge
Aaj mere pyar ki
aaj mere pyar ki fikr kar gaya koi, aaj phir uska jikr kar gayakoi……
u to pahele bhi jeena tha mushkil uske bina, aaj mushkil ko aur bhi mushkil kar gaya koi……….
Ishq ke rishte kitne ajib hote hai
Ishq ke rishte kitne ajib hote hai….
Durr rehke bhi kitne karib hote hai,
Meri barbadi ka gum na karo yaro,
Ye to apne apne nasib hote hai.
Na poochho humse koi baat
Na poochho humse koi baat ,
Ki jindagi khud ek sawaal banke reh gai hai,
Dard itne hain seene mein ki,
Khushi ek khayal banke reh gai ha.
Yaad karte hai tumhe tanhai mein
Yaad karte hai tumhe tanhai mein
Dil dooba hai ghamo ki gehrai mein,
Hamein mat dhoondo duniya ki bhid mein,
Hum millenge tumhe tumhari parchai mein
Sab ke honthon ko hansi
Sab ke hontho’n ko hansi apni aankho’n ko nami
Khud to rote rahe’n auron ko hansaaye’n kab tak?
Zikr sunkar mera jo anjaan banta jata hai,
Sar-e-aam ro ro ke usey apna bataye’n kab tak?
Mujhe bhoolkar apni duniya me jo shaad hai, (shaad==busy)
Bojh uski yaado’n ke janaaze ka uthaye’n kab tak?
- 1
- 2
- 3
- …
- 6
- Next Page »