Agar Anna ki shadi ho gai hoti
to ye andolan kabhi na hota.
1. Kahan ja rahe ho?
2. Akele tumhi ko padi hai?
3. Is Kejariwal ka sath chodo?
4. wo boy cut baal wali ladki kaun hai?
bar bar bagal me aakar kyu baith jati
hai.
5. jaldi aajaoge na?
6. pahunchte hi fone karna?
7. Ye kaam to yahi kar sakte ho, bahar
jane ki kya jarurat hai.
8. Ham bhi chale?
9. Achchhaa mere liye kya laaoge?
10. Delhi me meri mausi rahti hai, vo
achaar dengi lete aana.…
Leave a Reply