Koi ankhon ankhon mein baat kar leta hai
Koi ankhon ankhon mein mulakaat kar leta hai
Bada mushkil hota hai jawaab dena jab koi
Khamosh reh kar sawaal kar leta hai!
Ajmaish pyar jaroori hoti hai
Ajmaish pyar jaroori hoti hai
Na mil pana kisi ki majburi hoti hai
Yaad apko door se kar to sakten hai
Lakin dil ki hasrat to mulkat se hi puri hoti hai
Tere mere darmiyan kyun sadiyon ka faasla hai
Tune aankhon mein jo dekha mere dil ko kya hua hai
Yeh kaisa raasta hai yeh kaisa waasta hai
Ik raah par chale they agar sath sath dono
Tere mere darmiyan kyun sadiyon ka faasla hai.
sayri
Aaj har”Ristha bazaar me bikta hai
Dil”se kisi ke dil me kaun tikta hai,
lekin
hamare”Dil me sirf Aap rehte ho
Qki
Aap”Me hame RAB Dikhta hai
Naajane ap par itana yakeen kyo hai
Naajane ap par itana yakeen kyo hai, Apka khayal b itna haseen kyo hai, kahte hai pyar ka dard metha hota hai. Fir aankh se nikla har aansu namkeen kyo hai
- « Previous Page
- 1
- …
- 4
- 5
- 6